Ae Mere Watan Lyrics / Aye mere watan ke logo tum khoob laga lo nara ye shubh din hai hum sab ka lahara lo tiranga pyara par mat bhulo seema par veero ne hai pran ganvaye kuch yaad unhein bhi kar lo kuch yaad aye mere watan ke logo zara ankh mein bhar lo pani jo shaheed hue hain unki zara yaad karo qurbani.